Monday, 5 August 2013

Kya Batau..?


Kya Batau Aaj Mere Paas Aisi Koi Baat Nahi..
.
.
Jis Din Hogi To Kisi Panno Pe Bayaa Hogi..! Meri Jaan
Dekh Lena..!

Tu Bhul Gaya


Tu Bhul Gaya Mujhe Apne Panno Me Sametna...
.
.
Aye Verma..!
Dekh Hawao Ko Teri Ye Berukhi Raas Naa Aayi..!

Aye Zindagi


Aye Zindagi... Ruk Zara Ikk Baat Karni Hai..
.
.
Ishq Kar Baitha Hoon Koi Mashwarah To De..!

Ye Junoon Mera..


Ye Junoon Mera.. Mujhse Hai Ye Kah Raha..
Main Tujhe Khud Me Loon Yu Chupa..
Kar Koi Jaadu Aisa Tujhe Khud Me Loon Yu Basa..
Haann...! Tujhe Yu Bana Main Apna..
Kar Doon Phir Se Wo Baat..
Jo Kabhi Band Hua Karti Thi Hontho Pe Tere..
Tu Jo Yu Hi Sun Raha Hai Meri Baat..
Kar Doon Haqeeqt Puri Khwabo Ki Aaj Raat..
Ye Junoon Mera Naa Jane Mujhe Le Jaye Kaha..?
Parwaah Kiye To Maine Bas Jazbaato Ke Yaha..
Yu Machal Raha Main Saari Raat Teri Yaad..
Sukar..! Tera Tu Bana Raha Yu Hi Mujhme Saari Raat..
Yu Junoon Mera.. Naa Jane Mujhe Pareshaa Kyu Kare.?
Tu Bas Kahi Dooba Raha Yu Meri Saanso Me Kahi..
Main Tujhe Talashu Phiru Khud Ki Doobi Wajoodo Me Kahi..
Sang Rangi Jaa Rahi Mere Ye Sabnami Raat Teri..
Tu Bata Mera Kya Main Tujse Kyu Rahu Yu Sada Juda..?
Bata Kya Kasoor Mera Main Khwaboo Me Kyu Jiya..?
Tu Ruswa Hai Baat Wo Kya Hua Mujhko Bata..?
Ye Junoon Meraaaa...aaa...
Tujh Bin Kab Tak Saheee....

Aaj Kuch Nahi Sunaoge Kya?


Usne Kaha Mujhse Aaj Kuch Nahi Sunaoge Kya Mudte Wakt..?
.
Maine Kaha Rahne De Verma..!
Ab Wo Shayad Tujhe Samjhna Pasand Nahi..?

Happy Friendship Day.!



तु रहा मुझसे बेखबर ऐ मेरे दोस्त
तेरे वजूदो को मैं खुद मे टटोलता रहा
तेरे सन्ग बिताए हर पल की दास्तां
यूँ ही कही पन्नों पे समेटता रहा
तु शायद कही मुझसे अन्जान रहा
मेरी वादों का शायद तुझे यकीन ना रहा
तु है मेरा हमसफर हमगुजर
क्या तुझे हैं इन बातों पे कोइ बहेस?
कर यार जो भी है तुझे मुझसे गर कोइ शिकवा
यूँ बिन तेरे कोइ बात रास नही आती
आखिर हुआँ क्या है मुझसे? मेरी खता क्या है?
बता तो मुझे तु इक बार सहीं
मैं किस तरह से तेरा रख्खु ख्याल?
मेरे दोस्त ! आज तो कर मुझे अपने करीब
आखिर मैं भी तो जानू वो थीं बात क्या?
जो रहा आज भी तु खामोश
मैने तो कर दी अपनी दिल की बात

मेरे यार तु भी तो कुछ सुना?

Nitesh Verma Poetry